Thursday, June 20, 2013

Prayer Song: Raham Nazar Karo

Raham Nazar Karo (Audio link from youtube)

Shirdi Sai - Raham Nazar Karo
Raham nazar karo, ab more Sai
Tum bin nahin mujhe, maa baap bhai,
Raham nazar karo

Mai andha hoon, bandha tumhara
Mai andha hoon, bandha tumhara
Mai naa jaanu, mai naa jaanu, allah ilaahi
Raham nazar karo

Raham nazar karo, ab more Sai
Tum bin nahin mujhe, maa baap bhai,
Raham nazar karo

Khaali zamana maine gavaaya
Khaali zamana maine gavaaya
Saathi akhir ka, saathi akhir ka, saathi akhir ka, Kiya na koyi
Raham nazar karo


Raham nazar karo, ab more Sai
Tum bin nahin mujhe, maa baap bhai,
Raham nazar karo

Apne mashid ka zadoo ganu hain
Apne mashid ka zadoo ganu hain
Maalik hamaare, maalik hamaare, maalik hamaare, tum Baba Sai
Raham nazar karo

Raham nazar karo, ab more Sai
Tum bin nahin mujhe, maa baap bhai,
Raham nazar karo

Sairam